Wednesday, August 18, 2010
Kailasa - Bagad bam,
Haath jodd ke boli kawarja,
Haath jodd ke boli kawarja,
Teeno lok basaye basti mein,
Teeno lok basaye basti mein,
Aap basein veerane mein ji,
Aafatein veerane mein,
Aji ram bhajo ji, ram bhajo ji,
Ram bhajo ji, ram bhajo ji,
Shiv ka vandan kiya karo,
Aji shiv ka vandan kiya karo ji,
Bagad bam, babam bam babam bam bamlehri,
Bagad bam, babam bam babam bam bamlehri,
Bagad bam, babam bam babam bam bamlehri,
Bagad bam, babam bam babam bam bamlehriii!
Meri ek suno antaryami,
Meri ek suno bholeswami,
Mai to dasi janam-janam ki,
Mai to dasi janam-janam ki,
Bali umar se bhakti karti,
Bali umar se bhakti karti,
Tumhe chodke kahi na jaoo,
Tumhe chodke kahi na jaoo,
Raat-diwas tere charan dabau,
Raat-diwas tere charan dabau,
Tumhe jo choddu to mar jaoo,
Tumhe jo choddu to mar jaoo,
Bagad bam, babam bam babam bam bamlehri,
Bagad bam, babam bam babam bam bamlehri,
Bagad bam, babam bam babam bam bamlehri,
Bagad bam, babam bam babam bam bamlehriii!
Ek suno na mere bholenathji,
Ek suno na mere dinanathji,
Din bhar main teri bhung ragdungi,
Din bhar main teri bhung ragdungi,
Bhung ragdu, tera ragdu dhatura,
Bhung ragdu, tera ragdu dhatura,
Taj karungi tera pura,
Hukam bajaoo tera pura,
Tujhe pilaoo tiragnatiya,
Tujhe pilaoo tiragnati,
Aur jo bach jave main pilungi,
Jo bach jave main pilungi,
Amrit jaan samajh pilungi,
Amrit jaan samajh pilungi,
Sharan mein le lo bholenath,
Mohe apni bana lo dinanathji,
Bagad bam, babam bam babam bam bamlehri,
Bagad bam, babam bam babam bam bamlehri,
Bagad bam, babam bam babam bam bamlehri,
Bagad bam, babam bam babam bam bamlehriii!
Ek suno ji parvati,
Meri ek suno gora-rani,
Iss jungle mein tu kya pavegi,
Kanjdi ban-ban mar javegi,
Hathi, chitaude, sher dahaude,
Hathi, chitaude, sher dahaude,
Asam ramau, dhuni ramau,
Tandav kar-kar damru bajau,
Gufa-bich mera hai derari,
Abhi samajh ja hey gorari,
Abhi maan ja hey gora,
Mere bhoot ki mala gale pad,
Meri khakkad mala gale padi,
Unko dekh iss darr javegi,
Mere sang tu kya pave,
Koi acha kuwar raja ko dhundh,
Koi roop kuwar raja ko dhundh,
Tu rani banke baith mahal,
Tu rani banke baith mahal,
Ari samajh ja hey gorari,
Maha maan jaa hey gorari.
Bagad bam, babam bam babam bam bamlehri,
Bagad bam, babam bam babam bam bamlehri,
Bagad bam, babam bam babam bam bamlehri,
Bagad bam, babam bam babam bam bamlehriii
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
0 comments:
Post a Comment